The entire ecommerce world is coming together online to share exclusive knowledge, tactics and actionable strategies on how to build, operate, and scale profitable ecommerce businesses.
The Smart E-Commerce Learning is gathering the Middle East most innovative entrepreneurs, founders, Brands, Amazon Sellers for masterclasses and networking – all from the comfort of your home.
Watch a FREE Account Creation VideoAllah Se Jab Bhi Maango, Accha Mukaddar Maango, Mene Bare Bare Akalmando Ko, Mukaddar Walo Ke Aage Jhukte hue Dekha Hai.
Alī ibn Abī Ṭālib
Rizq K Peeche Apna Eman Kharab Mat Karo, Kyun ke Rizq Insaan ko aise Talaash karta hai jaise Marne waale ko Mout
Alī ibn Abī Ṭālib
Sirf Paisy Ka Hona "RIZQ" Nahi Hai., Naik Aulad, Acha Ekhlaq, Aur Mukhlis Dost Bhi Behtreen Rizq Mai Shamil Hain
Alī ibn Abī Ṭālib
Agar rizq aqal o danishmandi k aitebar se milta, toh Bewakoof or Janwar zinda he na rehte.
Alī ibn Abī Ṭālib
Khaberdar! Dosron K Ghulam Na Bano Jab K “Allah” Ne Tumhain Azaad Paida kiya hai
Alī ibn Abī Ṭālib
Jis ka Rabita Allah Se ho Wo Naakam Nahi Hota, Nakam Wo Hota Hai Jis ki Ummidain Dunia Se Wabasta Ho.
Alī ibn Abī Ṭālib
Jab Tum Duniya ki Muflisi say Tang Aa jao aur Rizq ka koi Rasta na Niklay to Sadqa diya karo aur ALLAH se Tijarat karo
Alī ibn Abī Ṭālib
Din Ko Rizq Talaash Karo Aur Raat Ko Use Talaash Karo Jo Tumhe Rizq Deta Hai.
Alī ibn Abī Ṭālib
Doosron K "Mahel" Mein Gulami Karne Se Behtar Hai K Insan Apni Jhonpdi Main Hukumat Karo.
Alī ibn Abī Ṭālib